Teray siwaa kia, janay koi
Dil ke halat Rabaa
Samany teray guzri
Mjh per, kaisi qayamat Rabaa.
Main wo kis tarah sy kroun bayan
Jo kiye gae hain sitam yahan
Main wo kis tarah sy kroun bayan
Jo kiye gae hain sitam yahan
Koi hum-nasheen hy na razdaan
Sunay kun meri ye dastan
Koi hum-nasheen hy na razdaan
Jo tha jhoot tha bana sach yahan
Nahi kholi mn ny magar Zubaan
Ye akeela pan, ye udaasian
Meri Zindagi ke hain tarjumaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Kabhi sooni subho main ghoomana
Kabhi ujarhi shaamo ko dekhna
Kabhi sooni subho main khoomana
Kabhi ujarhi shaamo ko dekhna
Kabhi bheegi ankhoo sy jagana
Kabhi betay lamhoo ko sochna
Magar aik Pal hay umeed ka
Hay Mujhy Kudda ka jo assra
Na he mn ny koi gila kia
Na he mn ny de hain duhaaiyan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Main btauon kia mujhy kia milay
Mujhy sabar ka he sila milay
Main btauon kia mujhy kia milay
Mujhy sabar ka he sila milay
Kisi yaad he ke ridda milay
Kisi dard he ka sila milay
Kisi gham ke dil mn jagha milay
Jo mera hay, wo mujhy aa milay
Rahay shaad yun he, mera jahan
Kah yaqeen main badlay mera gumaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan
Meri Zaat Zara-e-behnishaan